It has been rightly said that love is the only reason for
World’s existence. Love makes the world a place to live. Love Poetry is surely
the language of love that is used to express your true emotions. A Collection
of Romantic Urdu Poetry By Famous Poets. Find latest collection of
Romantic Love poetry in urdu. Love and Romantic shayari are famous among
all poetry lover. Read Urdu
Love Poetry ,
romantic ghazals and nazms in urdu.
Best Urdu Love and Romantic Poetry is Given Below.
- Sham O Saehr Wo
Meri Rah Takti To Hogi
Intezar Mein Behqrari Badhti To Hogi
Jaise Mein Us Ki Yaad Mein Beqrar Hoon
Aise Wo Meri Yaad Mein Tadapti To Hogi
Sara Din Sehelion Ke Sath Guzarta Hoga
Raat Ko Hijhr Ki Aag Mein Jalti To Hogi
Eid Ke Din Apne Ghar Ki Baam Pe Jakar
Bar Bar Wo Meri Rah Takti To Hogi
Wo Baatein Jo Hamare Darmiyan Hoti Thi
Unhein Yaad Kar Ke Wo Hansti To Hogi
Jab Usey Asghr Ka Khyal Aata Hoga
Phir Wo Banti Sanwarti To Hogi - Un Ke Liye To
Yeh Dil Lagi Hai
Idhar Hamaari Jaan Pe Bani Hai
Judai Ki Jo Eik Bhi Ghadi Hai
Aashq Ke Liye Taweel Badi Hai
Har Roz Ashkon Se Bujate Hain
Hijhr Ki Aag Jo Dil Mein Lagi Hai
Aaj Ke Din Tera Hee Intezar Hai
Hasrat Palkein Bichaye Khadi Hai
Asgr Ko Aaj Bhi Tumara Khayal Hai
Eik Tum Ho Ke Jisey Apni Padi Hai
Ashgar Ke Bare Tu Socha Na Kar
Yeh Banda Kismat Ka Dhani Hai - Un Ke Liye To
Yeh Dil Lagi Hai
Idhar Hamaari Jaan Pe Bani Hai
Judai Ki Jo Eik Bhi Ghadi Hai
Aashq Ke Liye Taweel Badi Hai
Har Roz Ashkon Se Bujate Hain
Hijhr Ki Aag Jo Dil Mein Lagi Hai
Aaj Ke Din Tera Hee Intezar Hai
Hasrat Palkein Bichaye Khadi Hai
Asgr Ko Aaj Bhi Tumara Khayal Hai
Eik Tum Ho Ke Jisey Apni Padi Hai
Ashgar Ke Bare Tu Socha Na Kar
Yeh Banda Kismat Ka Dhani Hai - Kisi Se Youn
Kismat Ke Sitare Milay Hain
Hum Besaharon Ko Bhi Ab Sahare Milay Hain
Jin Ki Rahon Mein Phool Bichhate Rahey
Unhi Logon Se Humein Shrare Milay Hain
Pyar Kiya Duniya Ka Karobar Bhi Kiya
Humein Har Kaam Mein Khsare Milay Hain
Sahil Ke Qareeb Aa Kar Doobi Hai Kashti
Badi Jad O Jehd Ke Bahd Kinare Milay Hain
Hamare Ghum Khushion Mein Badal Gaye
Jab Se Hum Dard Ke Maare Milay Hain - Zulaf Raton C He
Rangat He Ujalon Jesi
Par Tbiat He Whi Bholny Walon Jesi
Men Dhondta Phirta Hn Logon Men Shbahat Uski
Wo Khabon Men B Lagti He Khyalon Jesi
Uski Baten B Hen Dil Awaiz Uski Sorat Ki Trha
Meri Sochen B Praishan Mery Balon Ki Trha
Uski Ankhon Ko Kbi Ghor Sy Dekha He "Fraaz'
Rony Walon Ki Trha Jagny Walon Jesi - Kya Poochte Ho
Bura Haal Hai Hamara
Phir Bhi Kisi Ko Na Khayal Hai Hamara
Wo To Chehre Ka Tabasum Dekhte Hain
Unhein Kya Khabar Jina Mohal Hai Hamara
Jo Ghumon Ke Siwa Kuch Nahi Dete
Un Se Bhi Rabata Bahal Hai Hamara
Nafrat Karne Waley Ye Nahi Jante
Ke Pyar Bhi Bada Bemisal Hai Hamara
Ghumon Se Khushian zyada Mili Hain
Youn Lagta Hai Yeh Saal Hai Hamara - Teray Galoon Ke
Aks Se Rangeen Hu Jati Hay
Fiza Kis Qadar Wo Mehak Jati Hay
Hawa Jahaan Teri Zulfein Khol Jati Hay
Ghta Kitni Surmai Hu Jati Hay
Teri Ankh Ka Jab Kajal Lagati Hay
Lab-E-Baam Jab Tu Muskarati Hay
Tub Pankhari See Meer Ka Sher Bun Jati Hay
Asmaan Pe Hadd-E-Nigha Roshni Phel Jati Hay
Bijli Chamak Jab Teri Payal Se Chorati Hay
Qos-E-Qaza Teray Galoon Ke Aks Se Rangeen Hu Jati Hay
Teray Abro Ke Jaise Phir Teer Kamaan Hu Jati Hay
Chahal Qadmi Jab Tu Bun Me Karnay Ati Hay
Herni Apani Chaal Bhool Ke Teri Chaal Apna Ti Hay
Chman Ke Fiza Me Jab Tu Gongonati Hay
Awaaz Teri Kuyal Ku Ek Naya Tranum Sekhati Hay
Teri Palkoom Ke Saye Sehra Me Jahan Partay Hain
Tabpti Zameen Wahaan Thanda Farsh Hu Jati Hay
Lachkeeli Kalayoon Ku Teri Utha Angrai Leta Dekh Kar
Shaheen Kee See Taqat-E-Parwaz Bhunwray Ke Pankh Me Ati Hay
Teri Ankhoon Me May Ke Bharay Pemanay Dekh Kar
May Noshi Say Tuba Zahid Kee Toot Jati Haya
0 comments:
Post a Comment