Friday, January 19, 2018

Sad Poetry in Urdu is the Healthy Way To Express Your Emotional Pain



We all want to feel good and happy. When something is upsetting us, all we want is to feel better as soon as possible. But I’ve slowly learned that trying to convince yourself that you’re fine when you’re not will only make you feel worse. The first step to fixing any problem is to identify that there is a problem. The same rule should apply when it comes to feelings. The first step towards feeling better is to admit that you’re not feeling good.
We are all human and we all feel. To feel is to be alive. To embrace and learn from your feelings. Over the course of life, it is inevitable that we will feel intense and unpleasant emotions from time to time. Our loved ones will pass away, our friends and families will disappoint us, and the challenges of life will make us angry and frustrated. When those painful emotions arise, it’s important that we know how to deal with them in order to maintain our mental health and stay emotionally balanced. The following steps should help those who want to express their feelings in a more effective way.
  • Being open with whoever is willing to help you
  • Trying to avoid confronting someone when you're already angry
  • Talking to a friend or a family member
  • Allowing yourself to cry
  • Trying to express yourself through Art and Quotes and Poetry
Sad Poetry in local language is also a best and effective way of expressing your emotions and feelings. So some verses of Sad Poetry in Urdu are given below for expressing the sad feelings
·  Jab koi dil dukhaye toh chup
Rehna chaye kiyo ke
Jinhein hum jawab nai detay
Unhein waqt jawab deta hai
·  Kis kis ko safayi doon
Bas bura hoon
Seedhi se baat hai
·  Pehly zindagi main thoray masley thy
Ab maslon main thori si zindagi reh gye hai
·  Or jab mujh apno ke zarurat pari
Har shakhs itefaq se masrrof ho gaya
·  Agar reply 1-2 din ke baad he dena hota hai
Toh kabootar rakh lo
Facebook kiyo use kerte ho
·  Mujh sirf do cheezo
Se dar lagta hai
Ek tere rone se
Or dosra tujh khone se
·  Log tab dhoka dete hai
Jab ap mouqa dety hain
·  Bura bhi wohe banta hai
Jo acha ban ke
Toot chuka hota hai
·  Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi Khwabon Mein Milein
Jis Tarah Sukhe Hoye Phol Kitabon Mai Milain

Dhond Ujre Hoye Logo Mai Wafa K Moti
Ye Khzane Tuje Mumkin Hai Khrabon Mai Milain

Gham-e Dunya Bi Gham-e Yar Mai Shamal Kar Lo
Nisha Barhta Hai Shrabain Jo Shrabon Mai Milain

Tu Khuda Hai Na Mera Ishq Farishton Jesa
Dono Insan Hain Tu Kun Itne Hijabon Mai Milain

Aaj Ham Dar Par Khenche Gye Jin Baton Par
Ajab Kal Wo Zmane Ke Nisabon Mai Milain
·  Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay

Maana Ke Behem Kahan Thay Aisay
Per Yun Bhi Judaa Judaa Nahi Thay

Thi Jitni Bisaat, Ki Parastish
Tum Bhi Tou Koi Khudaa Nahi Thay

Had Hoti Hai Tanz Ki Bhi Aakhir
Ham Tere Nahi Thay, Jaa Nahi Thay

Kis Kis Se Nibhaatay Rafaaqat
Hum Loog Ke Bewafa Nahi Thay

Rukhsat Howa Wo Tou Mein Ne Dekha
Phool Itnay Bhi Khushnuma Nahi Thay

Thay Yun Tou Hum Oski Anjuman Mein
Koi Hamain Dekhta, Nahi Thay

Jab Osko Tha Maan Khud Pe Kia Kia
Tab Ham Bhi “Faraz” Kia Nahi Thay

0 comments:

Post a Comment