Dig past the facade you have placed over your true emotions and figure out exactly what it is that you’re feeling. Are you hurt, angry, nervous, confused? Get your feelings out in front of you and honestly admit to yourself that you’re feeling them. Did a relative say something that hurt your feelings? It takes time to heal. If you’re going through a hard time, do not try to force yourself through to the other side of it or convince yourself that you’re fine when you’re really not.
Remember that no feeling is final. Give yourself time to heal and cut yourself a little slack. So, if you are dealing with some sort of negative emotion and you’re trying to push it away, smother it, or convince yourself that you’re not even feeling it at all, just let it be. It will only pass when you allow it to do so. There will be good days and there will always be bad days. We’re only human. Let yourself feel and let yourself be. You can judge and feel well your emotions and feelings through Poetry in Urdu because it is the greatest way of expressing your self. Here are some verses from poetry in urdu language to describe feelings and emotions.
- Aap Bhulakar
Dekho, Hum Phir Bhi Yaad Aayenge;
Aapke Chahne Walon Mein Aapko Hum Hi Nazar Aayenge;
Aap Thak Jaoge Pee-Pee Kar Paani;
Par Hum Hichki Bankar Aapko Yaad Aayenge - Kyon Dil Ke
Kareeb Aa Jaata Hai Koi,
Kyon Dil Ke Ehsaas Ko Chhu Jaata Hai Koi,
Jab Aadat Si Ho Jaati Hai Dil Ko Uski,
Kyon Itni Door Chala Jaata Hai Koi - Apni Aankhon Ke
Samandar Mein Utar Jaane De;
Tera Mujrim Hun Mujhe Doob Kar Mar Jaane De;
Zakham Kitne Diye Hain Teri Chaahat Ne Mujko;
Sochta Hun Tujh Se Kahoon Magar Jaane De - Mujhe Tum Yaad
Aty Ho
Kahin Baarish Baras Jaye
Kahin Sehra Tras Jaye
Khuda Ky Baad Aty Ho
Mujhy Tum Yaad Aty Ho
Mai Jab Bhi Dua Mangti Hun
Tumhara Sath Mangti Hun
Mere Khwabon Mai Aty Ho
Mujhy Har Lamha Sataty Ho
Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Meri Ankhon Ka Paani Bhi
Ab Faryaad Karta Hai Pari
Kiyoun Itna Tarpaty Ho
Mujhy Tum Yaad Aty Ho - Palat Kr Bhi Na
Dekha Usne
Kia Kamal-E-Zarf Tha Uska
Use Bhi Thi Gham-E-Judai
Ya Yhi Arman Tha Uska?
Bs Yhi Sochta Rehta He Ab Nehal,
Wo Tha Sang Ya Bs Guman Tha Uska
- Iss Dafa
Barishain Rukti Hi Nahi Faraz
Hum Ne Ansu Kiya Piya Sare Mosam Ro Pare
In Barishon Se Dosti Achi Nahi Faraz
Kacha Makan Hain Tera Kuch To Khayal Kar
- Usay Bhi Apnay
Kiye Ka Malaal Hona Hay
Abhi To Ishq Main Aisa Bhi Haal Hona Hay
K Ashq Rokna Tum Se Mohaal Hona Hay
Har Aik Lab Pe Hay Meri Wafa K Afsanay
Tere Sitaam Ko Abhi Lazawal Hona Hay
Tumhain Khabar Hi Nahin Tum To Loot Jao Gay
Tumharay Hijar Main Ik Lamha Sal Hona Hay
Humari Rooh Pe Jaab Bhi Azaab Otrain Hay
Tumhari Yaad Ko Is Dil Ki Dhaal Hona Hay
Kabhi To Roye Ga Woh Bhi Kisi Ki Bahoon Main
Kabhi To Us Ki Hansi Ko Zawal Hona Hay
Milay Gi Hum Ko Bhi Apne Naseeb Ki Khushiyaan
Bas Intizaar Hay Kab Yeh Kamal Hona Hay
Har Aik Shaks Chalay Ga Humari Rahoon Per
Mohabatoon Main Humahin Woh Misaal Hona Hay
Zamana Jis K Kham-O-Peech Main Olajh Jaye
Humari Zaat Ko Aisa Sawal Hona Hay
Yaqeen Hay Mujh Ko Woh Loot Aye Ga
Usay Bhi Apne Kiye Ka Malal Hona Hay
0 comments:
Post a Comment