Thursday, December 28, 2017

Show Your True Feelings in Form of Urdu Sad Poetry

Losing a loved one, missing an opportunity, ending up of a long relationship etc are the events that brings sadness to one’s life. Expressing your true feelings and sentiments is essential. It helps in relaxing your nerves and making you feel better. Express your depression and sorrow via Urdu Sad Poetry dedicating it to the ones it’s directed to! You can find best of Urdu Sad Poetry that can be sent to the loved ones and friends.


  • Palat Kr Bhi Na Dekha Usne
Kia Kamal-E-Zarf Tha Uska
Use Bhi Thi Gham-E-Judai?
Ya Yhi Arman Tha Uska?
Bs Yhi Sochta Rehta He Ab Nehal,
Wo Tha Sang Ya Bs Guman Tha Uska

  • Kabhi razi ,Too kabhi mujh sey khafa lagti hey
Bta aey zinagi, Too meri kia lagti hey

  • Zindagi hum sey tery naaz na uthaaey gaey
Saans leney ki faqat rasm adaa kartey rahey

  • Mahol ki tapash ka takaza hey bas yehi
Saaey ko dakh youn na tanaver shajar ko dekh
Haan yeh zaroori shart hey manzil key wastey
Raah e safar na dekh shareek e safar ko dakh

  • Mohabbat hum ne ki jo ik khata hogai
Ki wafa or zindagi saza hogayi,
Wafa kerte rahay hum ibadaton ki tara
Phir ibadaat khud ik gunah ban gayi,
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kiya howa kyon manzil juda hogayi,
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
Wo gaya tu laga dunya fana hogayi,
Ye dua ki ke jisay chahe wohi milay osay
Par ye dua apne liye bad dua hogayi,
Abhi kuch dair howi usay yaad karte howay
Ye aaj kyon itni jaldi subah hogayi

  • Baad muddatt usey dakha logo
Woh zara bhi nahi badla logo
Khush na tha mujh sey bichar ker woh bhi
Us key chehrey pey likha tha logo.

  • Kia hua jo uss sey pehley sa ta,aluq na raha
Shehar ko chor key janey ko zaroorat kia hey
Khuwah,shen dill sey nikal jaen to heyrat kesi
In parindon ko thikaaney ki zaroorat kia hry

  • Dil to chahaa , per shakast e dil ney mohlat hi na di
Kuch gilly shikweybhi ker lety, mnajaton key baad
Un sey jo kehney gaey thay faiz jaan sadqa key
Ann kahi hi reh gai,wo baat sab baaton key baad

  • Main ney mitti bhi jam,ma ki
Khaloney bhi ley ker dakhey
Zindagi phir bhi nahi muskurai
Bachpan ki tarah

  • Do ghari key liey pass betho zara
Bhool jaen gey hum kitney saloon key dukh
Meri sochon key jal,tey huey dasht sey
Cheen ley aa k apney khayaalon key dukh

  • Shair kehta hey
Tery raabtey
Meri har dawa
yeh dawa mily to
Mein theek hoon

  • Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din
Lagta nahi tha us ka dil mere bin
Dosto se kaha karta tha wo b,
Kiya ye b ji sakta hai mere bin
Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein
khud ko tanha samjta tha wo mere bin
Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan
tasawar me wo batein kiya karta tha mere bin
Wo mosmoon k badlny se darta nahi tha lekin
bahar mein murjhaya karta tha mere bin
Ab As tot gain uske aani ki
Lagta hai Jina sekh chuka hai mere bin


0 comments:

Post a Comment