Thursday, December 28, 2017

A Best Way of Sad Urdu Poetry To Express your feelings

We are wired to have feelings. If we express these feelings in off-putting ways, this wiring can invite a disconnect in our relationships.  By contrast, expressing feelings in a safe way can lead to our feeling more connected, especially to loved ones.  Knowing how to express feelings tactfully therefore is vital if you want to feel close to people and be able to sustain your intimate relationships.

Sharing feelings enables you to talk through the situation causing the feelings.  That way you and others involved in the situation can figure out what to do about it. Otherwise negative feelings fester, the problem lingers or gets worse, and your relationship suffers. Express your feelings with largest collection of Sad Urdu Poetry and we have the latest Sad Urdu Poetry for you, So Stay with us and enjoy out huge collection of Sad Urdu Poetry.

  • Katoon si chubhti hai Tanhai
    Angaroon si sulagti hai Tanhai
    Koi aa kar hum dono ko hunsa de
    Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
    Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
    Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
    Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
    Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
    Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
    Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai

  • Shabnami Raat ho aur her taraf Andhera ho
    Ek chadar main lipte Do Badan, ek Tera ho ek Mera ho
    Tere Makhmali badan main, Khushbuon k Chaman main
    Sadiyon tak wo Raat chale, Sadiyon door Sawera ho
    Tere Hoton ko jab sil doon Main, apne Hoton k Dhaage se
    Ek Sannate main Khamoshi se, Teri Bhaahon ne Mujh ko Ghera ho
    Dono Lipte ek Dooje main, ek Gaanth si lag jaaye Badanon main
    Mere Jism main Ghar mil jaye tujhe, Tere Jism main Mera Basera ho
    Dil kehta hai kuch aisa ho, Tu ban jaye Main, aur Main ban jaon Tu
    Bister per Tere Mere siwa, sirf Junoon or Khamoshi ka Dera ho

  • Ab Ansuon Ko Aankhon Mein sajaana Hoga
    Charaag Bhuj Gaye Khud Ko Jalana Hoga
    Na Samajhna Ke Tumse BicharKe Khush Hain Hum
    Humein Logon Ki Khaatir Muskurana Hoga

  • Ek Gulaab Tha
    Zara Der Ka kOi
    Khwab Tha,
    Jo Guzar Gaya Si
    Guzar Gaya
    Wo Udaas Dhoop
    Samait Ker
    kahin Wadiyo?n Main
    Utar Gaya
    Usay Ab Na De Mere
    Dil Sada
    Jo Guzar Gaya So
    Guzar Gaya
    Ye Safar Bhi Kitna
    Taveel Hy
    Yahan Waqt Kitna
    Qaleel Hy
    Kahan Laut Ker Koi
    Aaye Ga
    o Guzar Gaya So
    Guzar Gaya


0 comments:

Post a Comment